In Search of Dreams Amidst the Shadows of Reality | Haqeeqaton Ke Saaye Mein Khwabon Ki Talaash

In Search of Dreams Amidst the Shadows of Reality | Haqeeqaton Ke Saaye Mein Khwabon Ki Talaash

In Search of Dreams Amidst the Shadows of Reality | Haqeeqaton Ke Saaye Mein Khwabon Ki Talaash


Haqeeqat Aur Khwab


There is a lot of suffocation let there be a way to express it

If not a voice, at least a cry should emerge

Bohat ghatin hai koi soorat bayan nikle

Agar sada na uthe kam se kam fagan nikle


The beggar of the city still has clothes on his body

But the dreams of the wealthy are yet unfulfilled

Faqeer shehar ke tan par libaas baqi hai

Ameer shehar ke armaan abhi kahan nikle


If the truths are intact, then there are countless dreams

The regret is that some dreams were in vain

Haqeeqatein hain salamat to khwab buhatire

Malaal yeh hai ke kuch khwab raygaan nikle


There is dust here, and there is dust there too

Wherever the caravans of spring have passed

Kar idhar bhi khaak udi hai idhar bhi khaak udi

Jahan jahan se baharon ke karwan nikle


Sahir Ludhianvi


In Search of Dreams Amidst the Shadows of Reality

 Haqeeqaton Ke Saaye Mein Khwabon Ki Talaash


Danaikibatain

Post a Comment

0 Comments